Monday, December 6, 2010

sheyar 1

sabke gham mitata mitata khud ke gham bhool gaya tha woh,sabko jeena sikhata sikhata khud jeena bhool gaya tha woh,woh to kehta tha sab uske apne hain,par log kehte the dusro ko milata milata khud koi apna banana bhool gaya h woh....
..Magicman

No comments:

Post a Comment